
Mat Aazma Re Song Credits
Mat Aazma Re Lyrics
Mat aazma re
phir se bulaa re
Apna bana le hun beqaraar
Tujhko hi chaha
dil hai ye karta
Aa betahasa
tujhse hi pyaar
Hasratein baar-baar
baar-baar yaar ki karo
Khwaishe baar-baar
baar-baar yaar ki karo
Chahatein baar-baar
baar-baar yaar ki karo
Mannate baar-baar
baar-baar yaar ki karo
Tera hi saath maangna
Teri hi baah thaamna
Mujhe jaana nahi kaheen tere bina
Tu mujhse phir na ruthna
Kabhi kahin na chhutna
Mera koi nahi yahaan tere siva
Hasratein baar-baar
baar-baar yaar ki karo
Khwaishe baar-baar
baar-baar yaar ki karo
Chahatein baar-baar
baar-baar yaar ki karo
Mannate baar-baar
baar-baar yaar ki karo
Oo..Ho..Ho..Oo…..
Hum zaar zaar rote hain
Khud se khafa bhi hote hain
Hum ye pehle kyun na samjhe
tum fakat mere
Dil ka Karaar khote hain
Kahaan chain se bhi sote hain
Humne dil me kyun bichhaaye
shaq ye gehre
Hasratein baar-baar
baar-baar yaar ki karo
Khwaishe baar-baar
baar-baar yaar ki karo
Chahatein baar-baar
baar-baar yaar ki karo
Mannate baar-baar
baar-baar yaar ki karo
Oo..Ho..Ho..Oo… Aan..