
Hamari Adhuri Kahani Song Credits
Hamari Adhuri Kahani Lyrics
Paas aaye
Dooriyaan phir bhi kam naa hui
Ek adhuri si hamari kahani rahi
Aasmaan ko zamee
ye zaroori nahi
Jaa mile
Jaa mile
Ishq saccha wahi
Jisko milti nahi
manzilein.. manzilein
Rang the noor tha
Jab karib tu tha
Ek jannat sa tha ye jahaan
Waqt ki ret pe kuchh mere naam sa
Likh ke chhod gaya tu kahaan
Aa..
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Khushbuon se teri
yuheen takra gaye
Chalte chalte dekho
Na hum kahaan aa gaye
Jannate agar yaheen
Tu dikhe kyun nahi
Chaand suraj sabhi hai yahaan
Intezar tera sadiyo se kar raha
Pyaasi baithi hai kab se yahaan
Hamari adhuri kahaani
Hamari adhuri kahaani
Hamari adhuri kahaani
Hamari adhuri kahaani
Paas aaye
Dooriyaan phir bhi kam naa hui
Ek adhuri si hamari kahani rahi
Aasmaan ko zamee
ye zaroori nahi
Jaa mile
Jaa mile
Ishq saccha wahi
Jisko milti nahi
manzilein.. manzilein
Rang the noor tha
Jab karib tu tha
Ek jannat sa tha ye jahaan
Waqt ki ret pe kuchh mere naam sa
Likh ke chhod gaya tu kahaan
Aa..
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani
Khushbuon se teri
yuheen takra gaye
Chalte chalte dekho
Na hum kahaan aa gaye
Jannate agar yaheen
Tu dikhe kyun nahi
Chaand suraj sabhi hai yahaan
Intezar tera sadiyo se kar raha
Pyaasi baithi hai kab se yahaan
Hamari adhuri kahaani
Hamari adhuri kahaani
Hamari adhuri kahaani
Hamari adhuri kahaani