Na Mai Apna Raha Na Kisi Aur Ka Lyrics – Kick | Mohd Irfan

Na Mai Apna Raha Na Kisi Aur Ka Lyrics Sung By Mohd Irfan And Featuring By Salman Khan & Jacqueline Fernandez Is The Latest Hindi Movie “Kick” Song With Music Given By Himesh Reshammiya. Na Main Apna Raha Na Kisi Aur Ka Lyrics Is Written By Mayur Puri. This Song Released On T-Series Youtube Channel.

Na Mai Apna Raha Na Kisi Aur Ka Lyrics – Kick

Tu Hi Tu Song Credits

SongTu Hi Tu
SingerMohd Irfan
FeaturingSalman Khan & Jacqueline Fernandez
MusicHimesh Reshammiya
LyricsMayur Puri
LableT-Series

Tu Hi Tu Lyrics

Tu hi tu har jagah aaj kal kyun hai
Tu hi tu har jagah aaj kal kyun hai
Raste har dafa sirf tera pata
Mujhse puchhe bhala kyun hai

Na mai apna raha na kisi aur ka
Aisa mere Khuda kyun hai

Tu hi tu har jagah aaj kal kyun hai
Tu hi tu har jagah aaj kal kyun hai
Raste har dafa sirf tera pata
Mujhse puchhe bhala kyun hai

Na mai apna raha na kisi aur ka
Aisa mere Khuda kyun hai

Dheemi dheemi anch pe jaise

Dhire dhire jalta hai dil ye
Bekarari kyun hai ye khumari kyun hai
Awaragi kyun hai har mod par
Na main apna raha na kisi aur ka
Aisa mere Khuda kyun hai

Tu hi tu har jagah aaj kal kyun hai
Tu hi tu har jagah aaj kal kyun hai
Raste har dafa sirf tera pata
Mujhse puchhe bhala kyun hai

Hua nahi pehle kabhi ye
Chhua nahi dil ko kisi ne
Har aarzu tu hi chain o sukun tu hi
Main to kahun tu hi hai zindagi

Na mai apna raha na kisi aur ka
Aisa mere Khuda kyun hai

Tu hi tu har jagah aaj kal kyun hai
Tu hi tu har jagah aaj kal kyun hai
Raste har dafa sirf tera pata
Mujhse puchhe bhala kyun hai

Na mai apna raha na kisi aur ka
Aisa mere Khuda kyun hai

Tu Hi Tu (Full Video) Song

Scroll to Top