Mohabbat Ki Dori Wafaon Ke Dhaage Lyrics – Rahat Fateh Ali Khan

Mohabbat Ki Dori Wafaon Ke Dhaage Lyrics Sung By Rahat Fateh Ali Khan And Featuring By Humayun Saeed & Ayeza Khan Is The Latest Hindi Song With Music Given By Zameer Anjum. Mohabbat Ki Dori Wafaon Ke Dhaage Lyrics Is Written By Rahat Fateh Ali Khan. This Song Released On Ustad Rahat Fateh Ali Khan PME Youtube Channel

Mohabbat Ki Dori Wafaon Ke Dhaage Lyrics – Rahat Fateh Ali Khan

Meray Paas Tum Ho Song Credits

SongMeray Paas Tum Ho
SingerRahat Fateh Ali Khan
FeaturingHumayun Saeed & Ayeza Khan
MusicZameer Anjum
LyricsRahat Fateh Ali Khan
LableUstad Rahat Fateh Ali Khan PME

Meray Paas Tum Ho Lyrics

Bhul Jane Ka hunar mujhko sikhate jao
Ja rahe ho to sabhi naksh mitate jao
Chalo rasman hi Sahi mud ke mujhe Dekh to lo
Todte todte talluk ko nibhate jao

Hmmm hmmmm

Kabhi Kabhi ye mujhe sataye
Kabhi Kabhi ye rulaye
Kabhi Kabhi ye mujhe sataye
Kabhi Kabhi ye rulaye

Faqat mere Dil se utar jaiyega
Bichhadna Mubarak bichad jaiyega
Faqat mere Dil se utar jaiyega
Bichhadna Mubarak bichad jaiyega
Kabhi Kabhi ye mujhe sataye Kabhi Kabhi ye rulaye

Mai samjha tha tum ho to kya or mangu
Meri Zindagi me meri Aas tum ho
Ye duniya nahi hai mere paas to kya
Mera ye bharam tha mere pass tum ho
Magar tumse sikha mohabbat bhi
Ho to daga kijiyega mukar jaiyega

Tera hath kal tak mere hath me tha
There Dil dhadkta tha Dil me humare
Ye makhmur ankhe Jo badli hui Hai
Kabhi humble inke Hai sadke utare

Kabhi ab mulaqat ho humse
bachakar nazar ko guzar jaiyega
Jeena hai tere Bina
Jeena hai tere Bina
Jeena hai ab mujhko tere Bina

Bade kamnazar the gunahgar the
tere Dil ki lubhate rahe
yahi Soch Kar tum bhula do
khataye tujhe hum bahut Yad aate rahe Hai
Badi chal sidhi hai ruthe Dino
Palat Kar Kabhi fir Woh mudte Nahi hai

Mohabbat ki Dori wafaon k dhage
agar tut jaye to judte nahi hai
Faqat ek mulaqat mangi hai tumse
milakar nazar ko guzar jaiyega

Kaha jod payenge hum dhadkano ko
Dil ki Tarah hum nhi tute hue Hai
Kaha jod payenge hum dhadkano ko
Dil ki Tarah hum nhi tute hue Hai

Ye mana ke tumse khafa hai Zara hum
Magar Zindagi se bhi ruthe hue Hai

Meray Paas Tum Ho (Full Video) Song

Scroll to Top