Main Jo Aaj Kal Akele Mein Lyrics – Javed Bashir | Akshay Kumar

Main Jo Aaj Kal Akele Mein Lyrics Sung By Javed Bashir And Featuring By Akshay Kumar & Imran Khan & Sonakshi Sinha Is The Latest Hindi Movie “Once upon A Time In Mumbaai Dobara” Song With Music Given By Pritam Main Jo Aaj Kal Akele Mein Lyrics Is Written By Rajat Arora This Song Released On T-Series Youtube Channel.

Main Jo Aaj Kal Akele Mein Lyrics Javed Bashir

Ye Tune Kya Kiya Lyrics

Ishq wo bala hai
Ishq wo bala hai
Jisko Chua
Isne wo jala hai

Dil se hota hai shuru
Dil se hota hai shuru
Par kambakht
Sar pe chadha hai
Kabhi khud se kabhi khuda se
Kabhi zamane se lada hai

Itna hua badnam phir bhi
Har zuban pe ada hai
Ishq ki sazishe
Ishq ki baziya
Hara main khel ke
Do dilon ka jua

Kyun tune meri fursat ki
Kyun dil me itni harqat ki
Ishaq me itni barqat ki
Ye tune kya kiya

Phiru ab mara mara main
Chaand se bichhda tara main
Dil se itna kyun hara main
Ye tune kya kiya

Sari duniya se jeet ke
Main aaya hun idhar
Tere aage hi main hara
Kiya tune kya asar

Main dil ka raaz kehta hun
Ke jab jab sanse leta hun
Tera hi naam leta hun
Ye tune kya kiya

Meri baho ko
Teri sanson ki jo
Aadate lagi hain waisi
Jee leta hun ab
Main thoda aur

Meri dil ki ret pe
Aankho ki jo
Pade parchhai teri
Pee leta hun tab
Main thoda aur

Jane kaun hai tu meri
Main naa janu ye magar
Jahaan jaaun main
Karun main wahan
Tera hi zikar

Mujhe tu razi lagti hai
Jeeti hui bazi lagti hai
Tabiyat tazi lagti hai
Ye tune kya kiya

Main dil ka raaz kehta hun
Ke jab jab saanse leta hun
Tera hi naam leta hun
Ye tune kya kiya

Dil karta hai teri baate sunu
Saude main adhure chunu
Muft ka hua ye fayda
Kyun khud ko main
Barbad karun

Fanaa hoke tunhse milun
Ishq ka ajab hai qaayda
Teri raaho se jo
Guzri hain meri dagar
Main aage badh gaya hun
Thoda hoke be fikar

Kaho toh kis se marzi lun
Kaho toh kis ko arzi dun
Hansta ab thoda farzi hun
Ye tune kya kiya
Main dil ka raaz kehta hun
Ke jab jab sanse leta hun

Ishq ki sazishe
Ishq ki baziyan
Haara main khel ke
Do dilon ka jua

Ye Tune Kya Kiya Song Credits

SongYe Tune Kya Kiya
SingerJaved Bashir
FeaturingAkshay Kumar & Imran Khan & Sonakshi Sinha
MusicPritam
LyricsRajat Arora
LableT-Series
Scroll to Top