Pehla Pehla Pyar Ho Gaya Lyrics
Pehla-pehla pyaar ho gaya
pehli-pehli baar ho gaya haan
Pehla pehla pyaar ho gaya
pehli pehli baar ho gaya
ye kya mujko yaar ho gaya?
pehlee nazar mein ban gaya
Main tera deewana
main tera deewaanaa
main tera deewana
main tera deewaanaa
Pehla pehla pyaar ho gaya
pehli pehli baar ho gaya
ye kya mujko yaar ho gaya?
pehlee nazar mein ban gaya
Main tera deewana
main tera deewana
main tera deewana
main tera deewana haan
Ho dil ko pata tha naa mujko khabar thi
kitni haseen meri shaam-o-sahar thi
o-o dil ko pata tha naa mujko khabar thi
kitni haseen meri shaam-o-sahar thi
Haal kabhi naa tha mera aisa
tune jagaaya dard ye hai kaisa?
oe-oe-oe
Jo tera deedaar ho gaya
tir jigar ke paar ho gaya
ye kya mujko yaar ho gaya?
pehlee nazar mein ban gaya
Main tera deewana
main tera deewana
main tera deewana
main tera deewana
Ho ye bechaini jaan gaya main
is pe to qurbaan gaya main
o-o ye bechaini jaan gaya main
is pe to qurbaan gaya main
Ek junun hai ek nasha sa hai
is chaahat ka apana mazaa sa hai
oe-oe-oe
Bin bole iqaraar ho gaya
bin bole izhaar ho gaya
ye kya mujko yaar ho gaya
pehlee nazar mein ban gaya
Main tera deewaanaa main tera deewaanaa
main tera deewaanaa main tera deewaanaa
main tera deewana main tera deewana
main tera deewana main tera deewana
main tera deewana main tera deewana
main tera deewana main tera deewana haan