Behna Meri Lyrics Sung By Yash Baid And Music Given By Bikaner. Behna Meri Lyrics Is Written By Roshan Bafna. This Song Published On Yash Baid Music Youtube Channel.

Behna Meri Song Credits
Behna Meri Lyrics
Tujhe pa ke sab pa liya
Tujhe pa ke sab pa liya
Tujhe pa ke sab pa liya
Tujhe pa ke sab pa liya
Behna ka mujhe sath bada hi pyara hai
Uske aage chhota ye jag saara hai
Uske saj sawar toh achhi lagti hai
Wo mujhko pariyon si bachhi lagti hai
Behna meri behna meri
Behna meri naimat hai rab ki
Har duaa ka zamana hai wo
Har duaa ka zamana hai wo
Behna meri kushiyoon ka gehna
Sare jag ka khajaana hai wo
Sare jag ka khajaana hai wo
Pyaari behna hai pyaari behna hai
Pyaari behna hai pyaari behna hai
Jaan se pyaari behna hai
Jaan se pyaari behna hai
Mera Aangan mera ghar meri bagiya
Uske hone se hi inme bahare hai
Mera kora ambar or suni galiyan
Usse roshan inme chand sitare hai
Behna meri behna meri
Behna meri muskata sawan
Hasta aashiyana hai wo
Hasta aashiyana hai wo
Behna meri kushiyon ka gehna
Sare jag ka khajana hai wo
Sare jag ka khajana hai wo